Please Post Your CID shayari's , PJ's as a comment.

Monday, June 7, 2010

Latest cid shayari part 5

Latest cid shayari part 5



glycodin piyoge to door hogi khasi

glycodin piyoge to door hogi khasi


acp pradyuman bola tumhe to phansi hogi phansi.

--------------------------------------------------------------
Maine tumhein dhunda yahan wahan

Wah Wah

Maine tumhein dhunda yahan wahan

Wah Wah

Daya aakhir laash gayi to gayi kahan.
--------------------------------------------------------------

Saare shehar mein Kapdo ki SALE ka bol bala hai

Wah wah

Saare shehar mein Kapdo ki SALE ka bol bala hai

Wah wah

ACP praduman bola dal mein kuch kala hai

--------------------------------------------------------------
Aaj food court mein pankhe ka bara shor hai

wah wah

Aaj food court mein pankhe ka bara shor hai

wah wah

ACP pradyuman, geeta ka kaatil koi aur hai!!!

No comments:

Post a Comment

Blog List